Posts

Showing posts from June, 2021

south Indian foods

Image
South indian foods :- ➡️chaval south indian loko ka main khorak he waha uttar bharat se bahut hi kam matra me gehu ki kheti hoti he waha pr chaval ki kheti zyada dekhne ko milti he.  ➡️yaha ke mukhya sakahari aur mansahari vyanjano me nariyel, kali mirch aur sarso jese masalo ka bharpur upyog hota he. Yaha ke log in masalo ka zyada upyog krte he aur inme se hi nai nai dishes banate he.  ➡️aamtor pe inke masale bahut hi lajawab hote he, inke masalo me chamkile rang, swad aur sugandh ka bharpur mishran hota he. isliye inke bhojan lajawab hote he.  ➡️south indian bhojan ki bat kre to 4 rajya ke log inhe grahan krte he. Jinme tamilnadu, karnataka, andhraparadesh aur kerala ka samavesh hota he. Ye log aamtor pr sakahari hote he.  ➡️sarvashreshth dakshin bhartiya bhojan me idli or sambhar ka samavesh hota he. Idli-sambhar sirf dakshin bharat me hi nahi parantu pure desh me lokpriya he.  ➡️idli chaval se banai jati he idli banane ke liye chaval ko puri rat bhigona padta he.  ➡️sam