indian street food pani puri

Welcome to my food blog 


Pani puri

Pani puri ek esa street food he jo ek dam famous or la javab he. 
➡️pani puri ka dusra nam 'golgappa' bhi he, golgappa sabd 1951 me darj kiya gaya tha, aur pani puri sabd 1955 me darj kiya gaya tha. 

➡️india me pani puri bahut lokpriya he. 

➡️pani puri ko majedar banane ke liye isme kayi tarah ke pani ka istemal kiya jata he jese ki imli ka khatta meetha pani aur dhaniya pudina ka pani. 

➡️uttar bharat me ise pani puri ya golgappa nam se jana jata he, purva bharat me fuchka nam se aur paschim bharat me gupchup nam se jana jata he.
 
➡️pani puri 20 se zyada triko se banaya jata he jinme khatta pani puri, mithi pani puri aur thikhi pani puri sabse zyada lokpriya he. 

➡️different types of pani puri:-
~bhel puri
~dahi puri
~sukhi puri
~sev puri
~bhel puri

➡️pani puri ko sirf svad ke liye nahi khaya jata iske kayi fayde bhi he jese ise khane se muh ke chhalo se rahat bhi milti he. 

➡️ Pani puri khane se acidity ki prob bhi ho sakti he aur sach batau to pani puri khane kr kuch jayada benefits nahi he, Pani puri sirf taste moj shokh ke liye pasand ki jati he

Mera blog dekhne ke liye sukriya❤
Accha laga ho to like aur share zarur kre. 

Comments

Post a Comment

Popular posts from this blog

Italian food

mexican food