mexican food

Jab aap 'mexican food' sunte he to pehli bar me kya sochte he?? 

Tacos🌮? 

Ya fir burritos?🌯

Haaa ye dono mexican food hi he, lekin mexican food ke bare me jan ne ke liye aur acche se information lene ke liye aapko ye blog pura padhna hoga aapko me nayi nayi mexican dishes ke bare me bataungi jo boht hi lajawab he. 

➡️mexican bhojan boht lajawad, mittidar, vinamra aur swad se bharpur he kyuki wo sare deso se samagri ki ek vistrut srunkhla ka upyog krte he. 

➡️mexico ko unke svdeshi khadhya padartho dwara khsetra dwara vargikrut kiya jata he. 
    
〰️1.uttari khsetra mas or cheese ke liye prassidh h. 
〰️2.uttar prasant tat pr adhik fal or sabjiya ugayi jati he. 
〰️3.bajiyo khsetro me chawal adhik hota he. Suvar ka mas bhi khaya jata he. 
〰️4.dakshin prasant tat pr kali mirch, chicken aur paneer ki ek visal kism ugayi jati he. 
➡️tacos jesa ki hum jante he prachin mexican vyanjano aur antar rastriya prabhavo ka mishran he. Halaki isse pehle ye America me jana jata tha mexican mool nivasi esa alag sarakshan rakha krte he jo bikul alag tha. 

➡️mana jata he tacos mexico the aya tha Spainish ane se pehle. 

➡️prachin mexican taje yani ki fresh bane mulayam, chapte makai tortila ka istemal krte the aur aunhe machli aur bhare hue ango jese bharawan ke sathe dete the. Ye ek mukhya bhojan tha jo iska seven krne walo ko mahatpurna tatva aur urja ka pradan krta tha. 

➡️total fat:-13g

➡️cholesterol:-28mg

➡️sodium:-397mg

➡️pottasium:-209mg

➡️protin:-9g milta he. 
➡️ye he cheese and beans burrito jo ki boht tasty aur lokpriya he. 

➡️american menu pr burrito ka pehla ullekh 1930 me log Angeles (la) me kiya gaya tha. Pr ye ek mexican dish hi he. Isme alag alag samagri ke sath tortila hota he. 

➡️tortila mexico ki ek patli gol aur chapti roti he jise gehu se banaya jata he. Mexico me mas ya refind beans aksar ekmatra filling hote he. 


Ye blog pasand aya ho to share kre❤
Thank you 🙏

Comments

Popular posts from this blog

Italian food

indian street food pani puri