Italian food

Italian foods

➡️italian food sadiyo se rajnaitik aur samajik parivartano ke madhyam se viksit hue he. Jinki jade chauthi satabdi tak he. 

➡️italian food ki utaptti itrasken, prachin grik aur prachin roman vyanjano me hui he. Nayi duniya ki khoj aur alu, tamatar, mirch aur makka ki saruat ke sath mahatvapurna parivartan huye jo ab vyanjano ke kendro me he lekin 18vi sadi tak matra me pesh nahi kiye gaye the. 

➡️italian foods apni kschetriya vividhta ke liye jana jata he. Iske svad me prachurta aur duniya me sabse lokpriya jana jata he. Sabhi deso me italian food bahut zyada lokpriya bana he. 
➡️italian food me white sauce pasta aur red sauce pasta bahut lokpriya he.

➡️italian pizza bhi bahut lokpriya he. Ye india us uk sare deso me bahut demanded he. 
➡️italian food italian cooks ke dhwara banaya jata he ye log inme mahir hote he. 

➡️Italy ke alag alag vibhago me tarah tarah ka italian food banaya jata he sabhi alag kshetro me different tarah ki italian dishes khane milti he. 

➡️italy me jaitun bahut badi matra me ugaye jate he, ve khaye jate he aur jaitun ka tel bhi nikla jata he jo labhdayak he. Italian bread french bread se kayi alag hoti he. 

➡️unki coffee bhi antarrashtriya star pr prassiddh ho gayi he. 


Blog pasand aya ho to share kre♥
Thank you 🙏

Comments

Popular posts from this blog

indian street food pani puri

mexican food